Tuesday 12 March 2013

Armano ko Is main Dafna kar jatay tu acha tha

Armano ko Is main Dafna kar jatay tu acha tha
Judai ki saza badi takleef deti hai

mujhy Dewaroon main Chunwa k jatay tu acha tha
Tumharay baad in Hasratoon ka kiya ho ga

inhain Kafan pehna k jatay tu acha tha
youn rota chod k na jatay mujhko

mere dil ko behla k jatay tu acha tha
teri khatir chod dete zamany ko

ik baar hamain Azma k jatay tu acha tha
youn dosti per daag laga kar na jatay

Rasm e dosti nibha kar jatay tu acha tha
Hamari ankhoon se neend chura kar chalay gay

meethi neend hamain sula kar jatay tu acha tha
Dil ko qabar bana kar jatay tu acha tha…….

No comments:

Post a Comment