Nazar jab tumse milti hay mein khud ko bhool jata hoon
Bus ik dharkan dharakti hay mein khud ko bhool jata hoon
Tumhen milne se pehle mein bohat sajta sanwarta hoon
Magar jab tum sanwarti ho mein khud ko bhool jata hoon
Mein aksar kitabon py tera hi naam likhta hoon
Magar kuch tum jo likhti ho mein khud ko bhool jata hoon
Mein aksar yahi kehta hoon mein tum se payar karta hoon
Magar jab tum yeh kehti ho mein dunyaa bhool jata hoon.

No comments:
Post a Comment