Thursday 7 March 2013

Mujh ko to bhool chuke ho mera pyar na bulana tum

mujh ko to bhool chuke ho mera pyar na bulana tum
tanhayon`k naag dasney na paye`n mujhe yaad aana tum

mumkin hai log taney deen tujhe lele k mera naam
tumhain qasam hai meri sar ko na uthana tum

wo din to nabula pao gey jo saath guzare they kabi
deer se aane ka banaya karte thy roz neya bahan tum

ishq to haqiqat hai kon jutla paya hai issey
lakin iss ka b bana gaye ho ik afsana tum

mai to har ke be bazi pyar ki hara nahee
ab be lot aao kahein har na jana tum

No comments:

Post a Comment